Aye Khuda… Mujhe bata kya teri raaza..
Har saans mein thi teri zustujuu..
Ab aa mere robaroo…
Kyun tu mujhse itna khaafa khaafa…
Bata kya teri Raza…
Har lamha tere se jiya…
Kyon kho gaya tu mujhko baata..
Arzoo meri kab thi bewwajah..
Tu na raha ab mera…
Maine Pai hai yeh kaisi saaza…
Baata kya yeh hai teri raza…
Palkon pe rakha maine use..
Pal pal maine socha use..
Manzil meri who bani..
Taqdeer se wo kyon gum ho gaye..
Ab aa rahi hai mujko uski saada..
Yeh tune kya kiya…
Aye Khuda mujhe baata…
Kyon de raha mujhko saza..
Kya yehi hai teri raza…
No comments:
Post a Comment